Sad Ghazal In Urdu Images|Urdu Poetry|DHOKAY
دھوکے
اٹھا چکا ہوں تمہاری ہرہر ادائے نامعتبر کے د ھوکے
میرے لئے اب اہم نہیں ہیں یہ نیچی نیچی نظر کے دھوکے
یہ ننگ انسانیت الٰہی جدھر کے دیکھوں اْدھر کے دھوکے
کبھی تو دھوکے تھے راہزن کے مگر ہیں اب راہبر کے دھوکے
ہے دامنِ ضبط ٹکڑے ٹکڑے مگر ندامت زباں ہے پکڑے
کہ کھائے دھوکے بھی زندگی میں تو اپنے دیوارودر دھوکے
خدا خدا کرکے زندگی بھی ملی تو ہو موت جس سے بہتر
دعا کو اب تک اجابتوں نے دئے ہیں کیا کیا اثرکے دھوکے
علٓیم اتنا کہاتھاان سے کہ تم نے دھوکے کئے ہیں مجھ سے
بگڑ کے بولے اگر یہی ہے! دیکھائیں گے اب تو کر کے دھوکے
٭٭٭
٭
ڈاکٹر علٓیم عثمانی
Sad Ghazal In Urdu Images|Urdu Poetry|DHOKAY
DHOKAY
utha chuka hon tumharee her her adaye na muatabar ke dhokay
mere liye ab ahem nahi hain yeh neechi neechi nazar ke dhokay
yeh nang-e-insaaniyat Ellahi jidhar ke daikhon udhar ke dhokay
kabhi to dhokay thay rahazan ke magar hain ab rahabar ke dhokay
hai daman e zabt tukre tukre magar nedamat zuba hai pakre
ke khaye dhokay bhi zindagi mein to apne deewar dar dhokay
khuda khuda karkay zindagi bhi mili to ho mout jis se behtar
dua ko ab tk ajabatu ne diye hain kiya kiya asar ke dhokay
Aleem itna kaha tha in se ke tum ne dhokay kiye hain mujh se
biggar ke bolay agar yahi hai! dekhayeen ge ab to kar ke dhokay

DOCTOR ALEEM USMANI
0 Comments